Aashaa Niraashaa To Jeevan Lyrics in Hindi from Mr Bond (1992)

Aashaa Niraashaa To Jeevan Lyrics in Hindi. आशा निराशा तो जीवन song from Mr Bond 1992. It stars Akshay Kumar, Sheeba, Pankaj Dheer. Singer of Aashaa Niraashaa To Jeevan is Anuradha Paudwal. Lyrics are written by Sameer Music is given by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav

Song Info:

Song Name : Aashaa Niraashaa To Jeevan

Album / Movie : Mr Bond 1992

Star Cast : Akshay Kumar, Sheeba, Pankaj Dheer

Singer : Anuradha Paudwal

Music Director : Anand Shrivastav, Milind Shrivastav

Lyrics by : Sameer

Music Label : T-Series Music

Aashaa Niraashaa To Jeevan Lyrics in Hindi :

आशा निराशा तो
जीवन में आये
होनी को कोई नहीं रोक पाए
आशा निराशा तो
जीवन में आये
होनी को कोई नहीं रोक पाए
दर्द देना रुक जाना बढ़ते जाना
हरेगे न हिमत कभी ले ले
चलो हम कसम
हरेगे न हिमत कभी ले ले
चलो हम कसम
आशा निराशा तो
जीवन में आये
होनी को कोई नहीं रोक पाए
दर्द देना रुक जाना बढ़ते जाना
हरेगे न हिमत कभी ले ले
चलो हम कसम
हरेगे न हिमत कभी ले ले
चलो हम कसम

मौसम बदलता रहेगा
यह दौर चलता रहेगा
मौसम बदलता रहेगा
यह दौर चलता रहेगा

हैं दो घडी का अँधेरा
आएगा फिर से सवेरा
ये वक़्त तो रुकता नहीं अम्बार
कभी झुकता नहीं
आंधी से तूफा से न घबराना
हरेगे न हिमत कभी
ले ले चलो हम कसम
हरेगे न हिमत कभी
ले ले चलो हम कसम

काँटों में भी गुल खिलेंगे
मंज़िल से रास्ते मिलेंगे
काँटों में भी गुल खिलेंगे
मंज़िल से रास्ते मिलेंगे
ग़म के गले में ख़ुशी हैं
आंसू के पीछे हँसि हैं
उम्मीद को खोना नहीं
मायूस तुम होना नहीं
मुश्किल की घड़ियों में
तुम मुस्काना
हरेगे न हिमत कभी
ले ले चलो हम कसम
हरेगे न हिमत कभी
ले ले चलो हम कसम.

Aashaa Niraashaa To Jeevan Lyrics in English :

Aasha nirasha to
Jeevan mein aaye
Honi ko koi nahin rok paye
Aasha nirasha to
Jeevan mein aaye
Honi ko koi nahin rok paye
Dard dena ruk jana badhte jana
Harege na himat kabhi le le
Chalo hum kasam
Harege na himat kabhi le le
Chalo ham kasam
Aasha nirasha to
Jeevan mein aaye
Honi ko koi nahin rok paye
Dard dena ruk jana badhte jana
Harege na himat kabhi le le
Chalo hum kasam
Harege na himat kabhi le le
Chalo hum kasam

Mosam bdalata rahega
Yeh dor chalta rahega
Mosam bdalata rahega
Yeh dor chalta rahega
Hain do ghadi ka andhera
Aayega phir se savera
Ye waqt to rukata nahin ambar
Kabhi jhukata nahin
Aandhi se tufa se na ghabarana
Harege na himat kabhi
Le le chalo hum kasam
Harege na himat kabhi
Le le chalo hum kasam

Kanto mein bhi gul khilege
Manzil se raste milege
Kanto mein bhi gul khilege
Manzil se raste milege
Gham ke gale mein khushi hain
Aansoo ke pichhe hansi hain
Ummid ko khona nahin
Mayus tum hona nahin
Mushkil ki ghadiyo mein
Tum muskana
Harege na himat kabhi
Le le chalo hum kasam
Harege na himat kabhi
Le le chalo hum kasam.



Post a Comment

Previous Post Next Post