Aadayein Bhi Hain song lyrics in Hindi (Devanagari font) from movie Dil Hai Ki Manta Nahi (1991), sung by Anuradha Paudwal and Kumar Sanu. Lyrics Sameer. Composed by Nadeem-Shravan. Starring Aamir Khan and Pooja Bhatt. Music label T-Series.
Song Info:
| Song Title: | Adayein Bhi Hai |
| Music Director: | Nadeem Saifi,Shravan Rathod |
| Lyricist: | Faiz Anwar |
| Singer(s): | Kumar Sanu, Anuradha Paudwal |
| Movie: | Dil Hai Ki Manta Nahin (1991) |
| Starcast: | Aamir Khan, Pooja Bhatt, Anupam Kher, Tiku Talsania |
Adayen Bhi Hai Lyrics In Hindi:
अदाएं भी हैं मोहब्बत भी हैं
शराफत भी हैं, मेरे महबूब में
वो दीवानापन वो ज़ालिम अदा
शरारत भी हैं, मेरे महबूब में
अदाएं भी हैं, मोहब्बत भी हैं
नज़ाकत भी हैं, मेरे महबूब में
वो दीवानापन वो मासूमियत
शरारत भी हैं, मेरे महबूब में
ना पूछो मेरा दिल कहाँ खो गया
तुझे देखते ही तेरा हो गया
आँखों में तू, मेरे ख़्वाबों में तू हैं
यादों के मेहेके गुलाबों में तू हैं
वो सहमी नज़र, वो कमसीन उमर
चाहत भी है, मेरे महबूब में
वो दीवानापन वो मासूमियत
शरारत भी हैं, मेरे महबूब में
साँसों की बहती लहर रुक गयी,
मुझे शर्म आयी, नज़र झुक गयी
के हम उनके कितने करीब आ गए,
ये सोच के हम तो घबरा गए
वो बांकपन वो दीवानगी,
इनायत भी हैं, मेरे महबूब में
वो दीवानापन वो ज़ालिम अदा,
शरारत भी हैं, मेरे महबूब में
मोहब्बत की दुनिया बसाने चला
मैं तेरे लिए सब भूलाने चला
खुशबू कोइ उसकी बातों में हैं
हर फैसला उसके हाथों में हैं
वो मेहेका बदन, वो शर्मीलापन
नज़ाकत भी हैं, मेरे महबूब में
वो दीवानापन वो ज़ालिम अदा
शरारत भी हैं, मेरे महबूब में
अदाएं भी हैं, मोहब्बत भी हैं
नज़ाकत भी हैं, मेरे महबूब में
Adayen Bhi Hai Lyrics In English:
Adayein bhi hain mohabbat bhi hai
Sharafat bhi hain mere mehboob mein
Woh deewanapan, woh zaalim adaa
Shararat bhi hai mere mehboob mein
Adayein bhi hain mohabbat bhi hai
Nazakat bhi hain mere mehboob mein
Woh deewanapan, woh masoomiyat
Shararat bhi hai mere mehboob mein
Na poochho mera dil kahan kho gaya
Tujhe dekhte hi tera ho gaya
Aankhon mein tu, mere khwaabon mein tu hai
Yaadon ke mehke gulabon mein tu hai
Woh sehmi nazar, woh kamsin umar
Chahat bhi hai mere mehboob mein
Woh deewanapan, woh masoomiyat
Shararat bhi hai mere mehboob mein
Saanson ki behti lehar ruk gayi
Mujhe sharm aayi, nazar jhuk gayi
Ke hum unke kitne kareeb aa gaye
Yeh soch ke hum to ghabra gaye
Woh baankpan, woh deewangi
Inayat bhi hai mere mehboob mein
Woh deewanapan, woh zaalim adaa
Shararat bhi hai mere mehboob mein
Mohabbat ki duniya basane chala
Main tere liye sab bhulane chala
Khushbu koyi uski baaton mein hai
Har faisla uske hathon mein hai
Woh mehaka badan, woh sharmeelapan
Nazakat bhi hai mere mehboob mein
Woh deewanapan, woh zaalim adaa
Shararat bhi hai mere mehboob mein
Adayein bhi hain mohabbat bhi hai
Nazakat bhi hain mere mehboob mein
Tags:
Hindi Songs