Pyar Ki Kashti Mein Song Kaho Naa Pyar Hai Movie से हैं, इस फिल्म में Hrithik Roshan, Ameesha Patel, Anupam Kher, Dalip Tahil, Mohnish Bahl & Farida Jalal मुख्य भूमिका मे थे। इस गाने को गाया है Udit Narayan & Alka Yagnik ने, Music दिया है Rajesh Roshan ने और गाने के बोल लिखे हैं Ibrahim Ashq ने।
Song Info:
- Song Title : Pyar Ki Kashti Mein
- Movie : Kaho Na Pyar Hai (2000)
- Singer : Alka Yagnik, Udit Narayan
- Music : Rajesh Roshan
- Lyricist : Ibrahim Ashq
- Starcast : Amisha Patel, Hrithik Roshan
- Director : Rakesh Roshan
Pyar ki kashti mein song lyrics in English:
Aai ri shi chu ru ru
Haiyahoo haiyahoo haiyahoo
Pyaar ki kashti mein
Lehron ki masti mein
Pawan ke shor shor mein
Chale hum zor zor mein
Gagan se door
Gagan se door
Wahan kya pyar milega
Chaman ka phool khilega
Jise dil dhoondh raha hai
Kya woh dildar milega
La la la la la la la la
Wahan sach honge sapne
Banenge gair bhi apne
Dil ki baraat sajegi
Milenge saajan apne
La la la la la
Maine suna kya suna
Jo kaha kya kaha
Jaana hai bahut door
Pyaar ki kashti mein
Lehron ki masti mein
Pawan ke shor shor mein
Chalen hum zor zor mein
Gagan se door
Pyaar ko pyaar mile to
Nazar kahin lag na jaaye
Mile jeewan mein hum tum
Kahi phir bichad na jaayen
L l l la la la
Nazar kya lage wahan par
Hai pyaar hi pyaar jahan par
Na bichde milne wale
Jahan hon sab dil wale
L l l la la la
To chalo chale
Haa chalen yun milke
Haan milke hoke
Khushi mein choor
Pyar ki kasti mein
Lehron ki masti mein
Pawan ke shor shor mein
Chalen hum zor zor mein
Gagan se door
Ho rama hoho rama ho hai ha
Hoo hai ha hoo hai ha hoo.