Phir Chhidi Raat Lyrics

 Phir Chhidi Raat is a poetic song from movie Bazaar featuring Farooq Shaikh and Supriya Pathak. The song has been composed by legendary musician Khayyam and sung by Talat Aziz with Lata Mangeshkar


 Phir Chhidi Raat
Singer
Talat Aziz, Lata Mangeshkar
Music
Khayyam
Album
Bazaar

Phir Chhidi Raat Lyrics

Phir chhidi raat baat phoolon ki
Phir chhidi raat baat phoolon ki
Raat hai ya baraat phoolon ki
Raat hai ya baraat phoolon ki

Phool ke haar, phool ke gajre
Phool ke haar, phool ke gajre
Shaam phoolon ki, raat phoolon ki
Shaam phoolon ki, raat phoolon ki
Phir chhidi raat baat phoolon ki

Aapka sath, sath phoolon ka
Aapka sath, sath phoolon ka
Aapki baat, baat phoolon ki
Aapki baat, baat phoolon ki
Phir chhidi raat baat phoolon ki

Phool khilte rahenge duniya mein
Phool khilte rahenge duniya mein
Roz niklegi baat phoolon ki
Roz niklegi baat phoolon ki
Phir chhidi raat baat phoolon ki

Nazrein milti hain, jaam milte hain
Nazrein milti hain, jaam milte hain
Mil rahi hai hayaat phoolon ki
Mil rahi hai hayaat phoolon ki
Phir chhidi raat baat phoolon ki

Yeh mehakti huyi ghazal makdoon
Yeh mehakti huyi ghazal makdoon
Jaise sehra mein raat phoolon ki
Jaise sehra mein raat phoolon ki
Phir chhidi raat baat phoolon ki
Raat hai ya baraat phoolon ki..

Phir Chhidi Raat Lyrics(Hindi)

फिर छिड़ी रात बात फूलों की
फिर छिड़ी रात बात फूलों की
रात है या बरात फूलों की

फूल के हार फूल के गजरे
फूल के हार फूल के गजरे
शाम फूलों की रात फूलों की
शाम फूलों की रात फूलों की
फिर छिड़ी रात बात फूलों की

आपका साथ साथ फूलों का
आपका साथ साथ फूलों का
आपकी बात बात फूलों की
आपकी बात बात फूलों की
फिर छिड़ी रात बात फूलों की

फूल खिलते रहेंगे दुनिया में
फूल खिलते रहेंगे दुनिया में
रोज़ निकलेगी बात फूलों की
रोज़ निकलेगी बात फूलों की
फिर छिड़ी रात बात फूलों की

नज़रें मिलती हैं जाम मिलते हैं
नज़रें मिलती हैं जाम मिलते हैं
मिल रही है हयात फूलों की
मिल रही है हयात फूलों की
फिर छिड़ी रात बात फूलों की

ये महेकती हुई ग़ज़ल मकदू
ये महेकती हुई ग़ज़ल मकदू
जैसे सेहरा में रात फूलों की
जैसे सेहरा में रात फूलों की
फिर छिड़ी रात बात फूलों की
रात है या बारात फूलों की



Post a Comment

Previous Post Next Post