Phir Na Aisi Raat Aayegi Lyrics

 Phir Na Aisi Raat Aayegi Lyrics (फिर ना ऐसी रात आएगी Lyrics in Hindi): The song is sung by Arijit Singh, and has music by Pritam while Amitabh Bhattacharya has written the Phir Na Aisi Raat Aayegi Lyrics. The music video of the Phir Na Aisi Raat Aayegi song is directed by Advait Chandan , and it features Aamir Khan and Kareena Kapoor.

"PHIR NA AISI RAAT AAYEGI" SONG INFO

SingerArijit Singh
AlbumLaal Singh Chaddha
LyricistAmitabh Bhattacharya
MusicPritam
DirectorAdvait Chandan
CastAamir Khan, Kareena Kapoor
ChoreographyRaju Khan
Director Of PhotographySetu (ISC)


PHIR NA AISI RAAT AAYEGI LYRICS

Hmm.. Oh..

Phir na aisi raat aayegi
Yun humein jo saath laayegi
Phir na aisi raat aayegi
Yun humein jo saath laayegi

Nazdeek se raat bhar
Dekh loon main tumhein
Jaane na doon iss dafa
Rok loon main tumhein

Tum saamne sach mein ho
Ya koyi khwaab hai
Khud pe nahi hai yaqeen
Puch loon main tumhein

Phir zubaan pe ek martaba
Aaj dil ki baat aayegi
Phir na aisi raat aayegi
Yun humein jo saath laayegi

Ho..

Kya yeh mumkin hai kabhi

Tum mere ho paaoge
Main yeh baahein khol dunga
Tum gale lag jaaoge

Jis tarah ummeed se
Dekhta hoon main tumhein
Tum mujhe bhi uss nazar se
Dekhne lag jaaoge

Ya isi ummeed mein meri
Zindagi guzar jayegi
Phir na aisi raat aayegi
Yun humein jo saath laayegi

Nazdeek se raat bhar
Dekh loon main tumhein
Jaane na doon iss dafa
Rok loon main tumhein

Tum saamne sach mein ho
Ya koyi khwaab hai
Khud pe nahin hai yaqeen
Puchh loon main tumhein

फिर ना ऐसी रात आएगी LYRICS IN HINDI

ह्म.. ओ..

फिर ना ऐसी रात आएगी
यूँ हमें जो साथ लाएगी
फिर ना ऐसी रात आएगी
यूँ हमें जो साथ लाएगी

नज़दीक से रात भर
देख लूँ मैं तुम्हें
जाने ना दूँ इस दफ़ा
रोक लूँ मैं तुम्हें

तुम सामने सच में हो
या कोई ख्वाब है
खुद पे नही है यक़ीन
पूछ लूँ मैं तुम्हें

फिर ज़ुबान पे एक मर्तबा
आज दिल की बात आएगी
फिर ना ऐसी रात आएगी
यूँ हमें जो साथ लाएगी

हो..

क्या ये मुमकिन है कभी
तुम मेरे हो पाओगे
मैं ये बाहें खोल दूँगा
तुम गले लग जाओगे

जिस तरह उम्मीद से
देखता हूँ मैं तुम्हें
तुम मुझे भी उस नज़र से
देखने लग जाओगे

या इसी उम्मीद में मेरी
ज़िंदगी गुज़र जाएगी
फिर ना ऐसी रात आएगी
यूँ हमें जो साथ लाएगी

नज़दीक से रात भर
देख लूँ मैं तुम्हें
जाने ना दूँ इस दफ़ा
रोक लूँ मैं तुम्हें

तुम सामने सच में हो
या कोई ख्वाब है
खुद पे नहीं है यक़ीन
पूछ लूँ मैं तुम्हें




Post a Comment

Previous Post Next Post