Tumko Dekha Toh Pyaar Agaya Lyrics - Raj Barman

 Tumko Dekha Toh Pyaar Aagaya Lyrics by Raj Barman featuring Mohsin Khan, Shivangi Verma is a new Hindi song. Raj Barman has sung the song “Tumko Dekha Toh Pyaar Aagaya". Music composed by Raees, Zain-Sam and Tumko Dekha Toh Pyaar Aagaya Lyrics written by Liaqat Jafri.

Tumko Dekha Toh Pyaar Aagaya song details:

Song:Tumko Dekha Toh
Pyaar Aagaya
Singer:Raj Barman
Lyrics:Liaqat Jafri
Music:Raees, Zain-Sam
Cast:Mohsin Khan,
Shivangi Verma
Label:Zee Music Company


Tumko Dekha Toh Pyaar Aagaya Lyrics

Kuchh ankaha sa keh diya
Kuchh ansuna sa sun liya
Kuchh ankaha sa keh diya
Kuchh ansuna sa sun liya

Tumko dekha to pyar aa gaya
Tumko dekha toh pyaar aagaya
Tumko dekha to pyaar aagaya
Tumko dekha toh pyaar aagaya

Likh doon tum par geet nagma ghazal
Jee loon usi mein ek sadi ek pal
Aa tujhe dhadkano mein sambhalun
Aa tujhe apne dil mein basa loon

Tumko dekha toh pyar aa gaya
Tumko dekha toh pyaar aagaya

Kitna mushkil tha mere dil
Tere kehne pe dil ka lagana

Kitna mushkil tha mere dil
Tere kehne pe dil ka lagana
Kitna mushkil tha mere dil
Ajnabee ishq ko aajmana

Par mujhe aitbaar aa gaya
Par mujhe aitbaar aa gaya
Tumko dekha toh pyaar aagaya
Tumko dekha toh pyaar aagaya

Maine jab bhi tumko dekha
Aankh bhar bhar ke tumko nihara

Maine jab bhi tumko dekha
Aankh bhar bhar ke tumko nihara
Apni neendon apne khwabon
Apni yaadon mein tumko pukaara

Tumpe dil baar baar aa gaya
Tumpe dil baar baar aa gaya
Tumko dekha toh pyaar aagaya
Tumko dekha toh pyaar aagaya




Post a Comment

Previous Post Next Post